23rd
ROCK ON MOVIE LYRICS……

ROCK ON TITLE TRACK
dil kya kehta hai mera
kya main bataoon
tum ye samjhoge shaayad
main pagal hoon
dil karta hai tv tower pe
main chad jaoon
chilla chilla ke main ye
sabse kehdoon
rock on!!
hai ye waqt ka ishaara
rock on!!
har lamha pukaara
rock on!!
yuheen dekhta hai kya tu
rock on!!
zindagi millegi na dubaara…
dil karta hai sadkon par
zor se gaoon
sab apne apne ghar ki khidki kholen
phir main aise josheelay geet sunaoon
mere geeton ko sunke sab ye bolen
rock on!!
hai ye waqt ka ishaara
rock on!!
har lamha pukaara
rock on!!
yuheen dekhta hai kya tu
rock on!!
zindagi millegi na dubaara…
jaise jeene ko dil chahe
jee waise tu
meri toh hai bas ye raaye ki
apne jitne bhi armaan
hain poore karle tu
rock on!!
hai ye waqt ka ishaara
rock on!!
har lamha pukaara
rock on!!
yuheen dekhta hai kya tu
rock on!!
zindagi millegi na dubaara…
…………………………………….
SOCHA HAIN
aasman hai neela kyun
paani geela geela kyun
gol kyun hai zameen
silk mein hai narmi kyun
aag mein hai garmi kyun
do aur do paanch kyun nahi
ped ho gaye kam kyun
teen hain ye mausam kyun
chaand do kyun nahi
duniya mein hai jung kyun
behta laal rang kyun
sarhaden hain kyun har kahin
socha hai… ye tumne kya kabhi
socha hai… ki hain ye kya sabhi
socha nahi to socho abhi
behti kyun hai har nadi
hoti kya hai roshni
barf girti hai kyun
dost kyun hain roothte
taare kyun hain toot-te
baadlon mein bijli hai kyun
socha hai… ye tumne kya kabhi
socha hai… ki hain ye kya sabhi
socha nahi to socho abhi
sannata sunai nahi deta
aur hawayen dikhayi nahi deti
socha hai kya kabhi
hota hai ye kyun…………
aasman hai neela kyun
paani geela geela kyun
gol kyu hai zameen
silk mein hai narmi kyun
aag mein hai garmi kyun
do aur do paanch kyun nahi
ped ho gaye kam kyun
teen hain ye mausam kyun
chaand do kyun nahi
duniya mein hai jung kyun
behta laal rang kyun
sarhaden hain kyun har kahin
socha hai… ye tumne kya kabhi
socha hai… ki hain ye kya sabhi
socha nahi to socho abhi……
……………………………………………
PICHLE SAAT DINO MEIN
meri laundry ka ek bill
ik aadhi padhi novel
ek ladki ka phone number
mere kaam ka ek paper
mere, taash se heart ka king
mera, ik chaandi ka ring
pichhle saat dinon mein maine khoya
kabhi khud pe hansa main,
aur
kabhi khud pe roya
present mili ek ghadi
pyaari thi mujhe badi
mary jane ka ek packet
meri denim ki jacket
do one-day match ke passes
mere naye naye sunglasses
pichhle saat dinon mein maine khoya
kabhi khud pe hansa main,
aur
kabhi khud pe roya
kaise, bhoolun, saatva jo din aaya
kisi ne, tumse, ik party mein milwaaya
kaisa, pal tha, jis pal maine tumko pehli baar dekha tha
hum jo mile pehli baar
maine jaanaa kya hai pyaar
maine hosh bhi khoya dil bhi khoya
kabhi khud pe hansa main,
aur
kabhi khud pe roya
maine pichhle saat dino mein
ye sab hai, khoya..